Single Shayari In English – We have compiled a unique selection of the most recent Aansoo Shayari, Aansoo Sms, Ashq Shayari, and Aansoo Status in Hindi and English to address this scenario.
Single Shayari – सिंगल शायरी
Khwahishein Thi Chaand Taare Tod Lane Ki Magar,
Dekh Ko Bhikhra Pada Hai Woh Zamin Par Toot Kar.
ख्वाहिशें थीं चाँद तारे तोड़ लाने की मगर,
देख लो बिखरा पड़ा है वो जमीं पर टूट कर।
Iraadon Mein Abhi Bhi Kyun Itni Jaan Baki Hai,
Tere Kiye Vaadon Ka Imtehaan Abhi Baki Hai,
Adhuri Kyun Reh Gayi Tumhari Yeh Berukhi,
Abhi Dil Ke Har Tukde Mein Tera Naam Baki Hai.
इरादों में अभी भी क्यों इतनी जान बाकी है,
तेरे किये वादों का इम्तिहान अभी बाकी है,
अधूरी क्यों रह गयी तुम्हारी यह बेरुखी,
अभी दिल के हर टुकड़े में तेरा नाम बाकी है।
Email Kaise Banaye
Email Kaise Banaye – For this reason, we have compiled an exclusive selection of the most recent Aansoo Shayari, Aansoo Sms, Ashq Shayari, and Aansoo Status in Hindi and English.
Hindi Sad Shayari – हिंदी साद शायरी
Do Shabdon Mein Simti Hai Meri Mohabbat Ki Daastan,
Use Toot Kar Chaha Aur Chaah Kar Toot Gaye.
दो शब्दों में सिमटी है मेरी मुहब्बत की दास्तान,
उसे टूट कर चाहा और चाह कर टूट गये।
Ab Kahan Jarurat Hai Haatho Mein Patthar Uthhane Ki,
Todne Wale Toh Dil Jubaan Se Hi Tod Dete Hain.
अब कहाँ जरुरत है हाथों में पत्थर उठाने की,
तोड़ने वाले तो दिल जुबां से ही तोड़ दिया करते है।
Hindi Facebook Quotes
Hindi Facebook Quotes – For this reason, we have compiled a one-of-a-kind collection of the most recent Aansoo Shayari, Aansoo Sms, Ashq Shayari, and Aansoo Status in Hindi and English.
Facebook Sad Status – फेसबुक साद स्टेटस
Yeh Sang-Dilon Ki Duniya Hai,
Yehan Sambhal Ke Chalna Dost,
Yehan Palkon Pe Bithhaya Jata Hai,
Najron Se Girane Ke Liye.
ये संग-दिलों की दुनिया है,
यहाँ सँभल के चलना दोस्त,
यहाँ पलकों पे बिठाया जाता है,
नज़रों से गिराने के लिए।
Yeh Hakiqat Hai Ke Hota Hai Asar Baton Mein,
Tum Bhi Khul Jaoge Do-Char Mulakaton Mein,
Tum Se Sadiyon Ki Wafaon Ka Koi Naata Na Tha,
Tum Se Milne Ki Lakeerein Thi Mere Haathon Mein.
ये हकीक़त है कि होता है असर बातों में,
तुम भी खुल जाओगे दो-चार मुलक़ातों में,
तुम से सदियों की वफाओं का कोई नाता न था,
तुम से मिलने की लकीरें थीं मेरे हाथों में।