Sad In Hindi – You’ll like reading the 100+ heartfelt Hindi Shayari listed below. Every Shero Shayari is available in both Hindi and English script for shayari aficionados.

Sad In Hindi – साद इन हिंदी

Kisi Bhi Mausam Mein Khareed Leejiye Janaab,
Mohabbat Ke Zakhm Taro-Taaza Hi Milenge.
किसी भी मौसम में खरीद लीजिये जनाब,
मोहब्बत के जख्म तरो-ताजा ही मिलेंगे।

Uljhi Nigaahon Se Musalsal Mujhe Dekhta Raha,
Aayine Mein Khada Shakhs Pareshaan Bahut Tha.
उलझी निगाहों से मुसलसल मुझे देखता रहा,
आईने में खड़ा शख्स परेशान बहुत था।


Urdu Shayri😓Sad

Urdu Shayri Sad – You’ll like reading the 100+ genuine Hindi Shayari below. For shayari aficionados, we have listed every Shero Shayari in both Hindi and English script.

Urdu Shayari in Hindi – उर्दू शायरी इन हिंदी

Pehle Sa Wo Junoon, Wo Mohabbat Nahi Rahi,
Kuchh-Kuchh Sambhal Gaye Hain, Unki Duaa Se Hum.
पहले सा वो जुनून, वो मोहब्बत नहीं रही,
कुछ-कुछ संभल गए हैं, उनकी दुआ से हम।

Tere Samne Zindagi Padi Hai Gujarne Ke Liye,
Main To Likh Kar Mitaya Huaa Ek Naam Hoon.
तेरे सामने जिन्दगी पड़ी है गुजारने के लिए,
मैं तो लिख कर मिटाया हुआ एक नाम हूँ।


Bewafai Hindi😢Shayari Image

Bewafai Hindi Shayari Image – You’ll like reading the 100+ heartfelt Hindi Shayari below. We have listed every Shero Shayari in both Hindi and English script for shayari aficionados.

Bewafa Shayari Hindi – बेवफा शायरी हिंदी

Wahi Hai Shaam Wahi KhushGawaar Mausam Phir,
Main Kar Raha Hoon Meri Khwahishon Ka Maatam Phir.
वही है शाम वही खुशगवार मौसम फिर,
मैं कर रहा हूँ मेरी ख्वाहिशों का मातम फिर।

Aaj Tu Mehfil-e-Yaraan Pe Hai Maghroor Bahut,
Jab Kabhi Toot Ke Bikhrega To Yaad Aaunga.
आज तू महफिल-ए-यारां पे है मगरूर बहुत,
जब कभी टूट के बिखरेगा तो याद आऊंगा।


Sad😔Quotations In Urdu

Sad Quotations In Urdu – You’ll enjoy reading the 100+ genuine Hindi Shayari below. We’ve listed every Shero Shayari in both Hindi and English script for shayari aficionados.

Quotation In👨🏻‍🦰Hindi – कोटशन इन👨🏻‍🦰हिंदी

Wo Rukhsat Huye Toh Aankh Milakar Nahi Gaye,
Wo Kyun Gaye Yeh Baat Bata Kar Nahi Gaye,
Lagta Hai Waapis Abhi Laut Aayenge,
Wo Jate Huye Chiraag Bujha Kar Nahi Gaye.
वो रुखसत हुए तो आँख मिलाकर नहीं गए,
वो क्यूँ गए यह बात बता कर नहीं गए,
लगता है वापिस अभी लौट आएंगे,
वो जाते हुए चिराग़ बुझा कर नहीं गए।

Chaand To Nikla Hai Magar Raat Na Hai Pehli Si,
Ye Mulakat Mulakat Na Hai Pehli Si,
Ranz Kuchh Kam To Hua Aaj Milne Se,
Ye Alag Baat Hai Ke Ye Baat Na Hai Pehli Si.
चाँद तो निकला है मगर रात न है पहली सी,
ये मुलाकात मुलाकात न है पहली सी,
रंज कुछ कम तो हुआ आज मिलने से,
ये अलग बात है कि ये बात न है पहली सी।

Cheap SMM Service