Good Night In Hindi – For those who enjoy sending their favourite person good night wishes and greetings, this is the best selection of good night shayari.
Good Night Shayari – गुड नाईट शायरी
Raat Ho Gayi Kafi Thandi Hawa Chal Rahi Hai,
Yaad Mein Aapki Kisi Ki Muskan Khil Rahi Hai,
Unke Sapno Ki Duniya Mein Aap Kho Jaao,
Aankh Karo Band Aur Aaram Se So Jaao.
रात हो गई काफी ठंडी हवा चल रही है,
याद में आपकी किसी की मुस्कान खिल रही है,
उनके सपनों की दुनिया में आप खो जाओ,
आँखें करो बंद और आराम से सो जाओ।
Jaane Kab Aapki Aankho Se Izhar Hoga,
Aapke Dil Mein Humare Liye Pyar Hoga,
Gujar Rahi Hai Yeh Raat Aapki Yaad Mein,
Kabhi Toh Aapko Bhi Humara Intezaar Hoga.
Good Night
जाने कब आपकी आँखों से इजहार होगा,
आपके दिल में हमारे लिए प्यार होगा,
गुजर रही है ये रात आपकी याद में,
कभी तो आपको भी हमारा इंतज़ार होगा।
शुभरात्रि
Dost Ke Liye Shayari
Dost Ke Liye Shayari – Also, you may use these Dosti Shayari photos as WhatsApp status updates and Instagram posts. Now begin reading and have fun.
Dosti Shayari In Hindi – दोस्ती शायरी इन हिंदी
Dost Hokar Bhi Maheeno Nahi Milta Mujhse,
Uss Se Kehna Ki Kabhi Zakhm Lagaane Aaye.
दोस्त होकर भी महीनों नहीं मिलता मुझसे,
उस से कहना कि कभी ज़ख्म लगाने आये।
Dosti Kis Se Na Thi Kis Se Mujhe Pyar Na Tha,
Jab Bure Waqt Pe Dekha To Koi Yaar Na Tha.
दोस्ती किससे न थी किससे मुझे प्यार न था,
जब बुरे वक़्त पे देखा तो कोई यार न था।
About For Whatsapp In English
About For Whatsapp In English – These Dosti Shayari photos can also be used as WhatsApp status updates and Instagram postings.
New Hindi Shayari – नई हिंदी शायरी
Rishton Se Badi Chahat Aur Kya Hogi,
Dosti Se Badi Ibaadat Aur Kya Hogi,
Jise Dost Mil Sake Koyi Aap Jaisa,
Use Zindagi Se Koyi Aur Shikayat Kya Hogi.
रिश्तों से बड़ी चाहत और क्या होगी,
दोस्ती से बड़ी इबादत और क्या होगी,
जिसे दोस्त मिल सके कोई आप जैसा,
उसे ज़िन्दगी से कोई और शिकायत क्या होगी।
Ummeed Aisi Ho Jo Jeene Ko Majboor Kare,
Raah Aisi Ho Jo Chalne Ko Majboor Kare,
Mahek Apni Dosti Ki Kam Na Ho Kabhi,
Dosti Aisi Ho Jo Milne Ko Majboor Kare.
उम्मीद ऐसी हो जो जीने को मजबूर करे,
राह ऐसी हो जो चलने को मजबूर करे,
महक अपनी दोस्ती की कम न हो कभी,
दोस्ती ऐसी हो जो मिलने को मजबूर करे।