Galat Fehmi Status – Dard bhari shayari in Hindi and images of painful shayari Dard shayari new dard shayari finest dard shayari hindi me.
Galat Fehmi Shayari – गलत फेहमी शायरी
Ek kahani si dil par likhi rahe gayi
wo nazar jo use dekhti reh gayi
wo bajar me aakar bik bhi gaye
meri kimat lagi ki lagi reh gayi..
एक कहानी सी दिल पर लिखी रह गयी,
वो नजर जो उसे देखती रह गयी,
वो बाजार में आकर बिक भी गए,
मेरी कीमत लगी की लगी रह गयी।
Lagi hai chot dil pe dikha nahi sakte
bhulana bhi chahe to bhula nahi sakte
mohabbat ka anjam yahi hota ha jiske
liye taraste hai use pa nhi sakte.
लगी है चोट दिल पे दिखा नही सकते,
भुलाना भी चाहे तो भुला नही सकते,
मोहब्बत का अंजाम यही होता है
जिसके लिए तरसते हैं उसे पा नही सकते.
Facebook Sad Shayari
Facebook Sad Shayari – Dard bhari shayari and images of painful shayari new dard shayari finest dard shayari in hindi for me.
Sad Caption In Hindi – साद कैप्शन इन हिंदी
Khushiyon ki manzil dhundi to gam
ki gard mili chahat ke nagame chahe
ahen sard mili dil ke bojh ko duna kar gaya
jo ghamkhar mila.
खुशीयों की मंजिल ढुंढी तो ग़म की गर्द मिली
चाहत के नगमें चाहे तो आहें सर्द मिली दिल के
बोझ को दुना कर गया, जो ग़मखार मिला.
Wo rat dard aur sitam ki rat hogi
jis rat rukhsat unki barat hogi uth jata
hun me ye sochkar nind se aksar ki ek
ger ki bahon me meri sari kayamat hogi.
वो रात दर्द और सितम की रात होगी,
जिस रात रुखसत उनकी बारात होगी,
उठ जाता हूँ मैं ये सोचकर नींद से अक्सर,
कि एक गैर की बाहों में मेरी सारी कायनात होगी।
Dp New Whatsapp
Dp New Whatsapp – Dard bhari shayari in hindi and photos of painful shayari Dard shayari new dard shayari hindi me.
Dp New Whatsapp – डप नई व्हाट्सप्प
Dard Hota nahi duniya ko dikhane ke liye
har koi rota nahi ansu bahane ke liye ruthne
ka maja to tab aata ha doston jab apna ho koi
manane ke liye
दर्द होता नही दुनियाँ को दिखाने के लिए,
हर कोई रोता नही आँसू बहाने के लिए,
रूठने का मज़ा तो तब आता हैं दोस्तों
जब अपना हो कोई मनाने के लिए.
Wo to apne dard-ro-ro kar sunate rahe
humari tanhaiyon se ankhe churate rahe
aur humein bewafa ka naam mila kyuki
hum har dard muskura kar chuipate rahe.
वो तो अपने दर्द रो-रो कर सुनाते रहे,
हमारी तन्हाईयों से आँखें चुराते रहे,
और हमें बेवफ़ा का नाम मिला,क्योंकि
हम हर दर्द मुस्कुरा कर छिपाते रहे.