Dard Sad Shayari – Hindi Dard Bhari Shayari Dard shayari is a style of poetry that is written when someone’s heart is in excruciating pain.
Dard Sad Shayari – दर्द साद शायरी
Kitna Lutf Le Rahein Hain Log Mere Dard-o-Gham Ka,
Ai Ishq Dekh Tu Ne To Mera Tamaasha Hi Bana Diya.
कितना लुत्फ ले रहे हैं लोग मेरे दर्द-ओ-ग़म का,
ऐ इश्क़ देख तूने तो मेरा तमाशा ही बना दिया।
Mere Dard Ka Jara Sa Hissa Lekar To Dekho,
Sadiyon Tak Yaad Karte Rahoge Tum Bhi.
मेरे दर्द का जरा सा हिस्सा लेकर तो देखो,
सदियों तक याद करते रहोगे तुम भी।
Shayari Sad
Shayari Sad – The Hindi poem Dard Bhari Shayari Dard shayari is a genre of poetry that people write while they are experiencing excruciating heartache.
Sad Shayari Lyrics – साद शायरी लिरिक्स
Dil Se Mahsoos Kar Sakte Hain Uss Dard Ko,
Jo Teri Kalam Ne Ek Ek Karke Tarasha Hai.
दिल से महसूस कर सकते हैं उस दर्द को,
जो तेरी कलम ने एक-एक करके तराशा है।
Muskurane Se Bhi Hota Hai Dard-e-Dil Bayaan,
Kisi Ko Rone Ki Aadat Ho Ye Jaroori To Nahi.
मुस्कुराने से भी होता है दर्द-ए-दिल बयां,
किसी को रोने की आदत हो ये जरूरी तो नहीं।
Sad Shayri Hindi
Sad Shayri Hindi – Bollywood song Dard Bhari Shayari Dard shayari is one method through which intense emotions can be expressed when there is great pain in the heart.
New Sad Shayari – नई साद शायरी
Gham Saleeke Mein The Jab Tak Hum Khamosh The,
Jara Jubaan Kya Khuli Dard Be-Adab Ho Gaye.
ग़म सलीके में थे जब तक हम खामोश थे,
जरा जुबान क्या खुली दर्द बे-अदब हो गए।
Usi Ka Shahar, Wahi Muddai, Wahi Munsif,
Humein Yakeen Tha Humara Qasoor Niklega.
उसी का शहर, वही मुद्दई, वही मुंसिफ,
हमें यकीन था हमारा क़सूर निकलेगा।