Shayari On True Love In Hindi – You’ve come to the right place if you’re looking for Love Shayari in Hindi to express your feelings to your girlfriend, boyfriend, wife, or spouse.
True Love Shayari – ट्रू लव शायरी
Gujar Gayi Hai Magar Roj Yaad Aati Hai,
Wo Ek Shaam Jise Bhoolne Ki Hasrat Hai.
गुजर गई है मगर रोज याद आती है,
वो एक शाम जिसे भूलने की हसरत है।
Sirf Chehre Ki Udaasi Se
Bhar Aaye Teri Aankhon Mein Aansoo,
Mere Dil Ka Kya Aalam Hai
Ye To Tu Abhi Jaanta Hi Nahi.
सिर्फ चेहरे की उदासी से
भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है
ये तो तू अभी जानता ही नहीं।
Meri Love😻Life
Meri Love Life – If you’re looking for Love Shayari in Hindi to express your emotions to your girlfriend, boyfriend, wife, or husband, you’ve come to the perfect place.
Love Life Shayari – लव लाइफ शायरी
Udaas Dil Hai Magar
Milta Hoon Har Ek Se Hans Kar,
Yahi Ek Fann Seekha Hai
Bahut Kuchh Kho Dene Ke Baad.
उदास दिल है मगर
मिलता हूँ हर एक से हँस कर,
यही एक फन सीखा है
बहुत कुछ खो देने के बाद।
Apna Koi Mil Jata To Hum Phoot Ke Ro Lete,
Yehan Sab Ghair Hain To Hans Ke Gujar Jayegi.
अपना कोई मिल जाता तो हम फूट के रो लेते,
यहाँ सब गैर हैं तो हँस के गुजर जायेगी।
Shayari🫥Urdu
Shayari Urdu – If you’re looking for Love Shayari in Hindi to express yourself to your girlfriend, boyfriend, wife, or husband, you’ve come to the perfect place.
Pyar Ki😽Shayari In Urdu – प्यार की😽शायरी इन उर्दू
Waqt Khushi Se Kaatne Ka Mashwara Dete Huye,
Ro Pada Wo Khud Hi Mujhe Hausala Dete Huye.
वक़्त ख़ुशी से काटने का मशवरा देते हुये,
रो पड़ा वो ख़ुद ही मुझे हौंसला देते हुये ।
Teri Khamoshi Agar Teri Majboori Hai,
To Rehne De Ishq Kaun Sa Jaroori Hai.
तेरी खामोशी, अगर तेरी मज़बूरी है,
तो रहने दे इश्क़ कौन सा जरुरी है।
Best😘Shayari Urdu
Best Shayari Urdu – If you’re looking for Love Shayari in Hindi to express your feelings to your girlfriend, boyfriend, wife, or husband, you’ve come to the perfect place.
The Best✌️Shayari – थे बेस्ट✌️शायरी
Agar Ehsaas Bayaan Ho Jaate Lafzon Se,
To Fir Kaun Karta Tareef Khamoshiyon Ki.
अगर एहसास बयां हो जाते लफ्जों से,
तो फिर कौन करता तारीफ खामोशियों की।
Jaroori To Nahi Hai Ki Tujhe Aankhon Se Hi Dekhein,
Teri Yaad Ka Aana Bhi Tere Deedar Se Kam Nahi.
जरूरी तो नहीं है कि तुझे आँखों से ही देखें,
तेरी याद का आना भी तेरे दीदार से कम नहीं।